Zakhm-e-Dil Ki Kahaani Kia Karuun ?Mein Teri Ik Ik Nishaani Kia Karuun ?ZIndagi Ke Dard Boorha Kar GayeAur Boorhaapay Mein Jawaani Kia Karuun ?Tishnagi Meri Bujhaa Sakta NahiAy Samandar Itna Paani Kia Karuun ?Koi Bhi Rad-e-Amal Mafqood Hai
Itni Saari Raigaani Kia Karuun ?Mein Tere Jazbon Ki Shiddat Ka BayaanSirf Qaasid Ki Zabaani Kia Karuun ...
Friday, 31 August 2012
Yehi Haalaat Ibtadaa Se Rahe
by Sarmad Hasan
Yehi Haalaat Ibtadaa Se RaheLog Hum Se Khafaa Khafaa Se Rahe,Bewafaa Tum kabhi Na Thay LekinYeh Bhi Sach Hai K Bewafa Se Rahe,In Chiraghun Mein Tel Hi kam Thaakiyon Gilaa Phir Hamen Hawaa Se Rahe,Bahas, Shatranj Sher Mauseeqi
Tum Nahi Rahe To Yeh Dilaase Rahe,Us K Bandon ko Dekh kar kehiyeHumko Umeed kiyaa Khudaa Se Rahe,Zindagi ki Sharaab Maangate HoHum ko Dekho K Pi K Piyaase Rahe...
Milkar Juda Huey Tou Na Soya Karenge Hum
by Sarmad Hasan
Milkar Juda Huey Tou Na Soya Karenge HumEk Doosre Ki Yaad MeiN Roya Karenge HumaaNsoo Chalak Chalak Ke Sataayenge Raath BharMoti Palak Palak MeiN Piroyaa Karenge HumJab DooriyoN Ki Yaad DiloN Ko JalaayegiJismoN Ko Chaandni MeiN Bhigoya Karenge Hum
Ban Kar Ik Bazm Ka Mauzu-e-GuftuguJismon Ko Chaandni Mein Bhigoya Karain Ge HumMajbooriyon Ke Zeher Se Karlain Ge KhudkushiYe Buzdili Ka Jurm Bhee Goya Karain Ge HumDil Jal Raha Hai Zard Shajar Dekh Dekh KarAb Chaahaton Ke Beej Na Boya Karain Ge HumGar De Gaya Daga HameN Toofan...
Zamaney Bhar Ki Nigahon Mai Jo Khuda Saa Lagey,
by Sarmad Hasan
Zamaney Bhar Ki Nigahon Mai Jo Khuda Saa Lagey,Wo Ajnabi Hai Magar Mujh Ko Aashna Sa Lagey,Na Janey Kab Meri Dunya Mai Muskuraaye Ga,Wo Aik Shakhs,,, Jo Khawabon Mai Bhi Khafaa Sa Lagey,Ajab Cheez Hai Yaaron Ye Manzilon Ki Hawas,Ke Raahzan Bhi Musafir Ko Raahnuma Sa Lagey,
Dil-e-Tabah! Tera Mashwara Hai Kya Ke Mujhe,Wo Phool Rung Sitaara Bhi Bewafa Sa Lagey,Hoi Hai Jis Se Munnawar,, Her Ek Aankh Ki Jheel,Wo Chaand Aaj Bhi ,,Mohsin Ko Kam Numa Sa Lage...
Chup Na Rehtay Bayaan Ho Jaatay
by Sarmad Hasan
Chup Na Rehtay Bayaan Ho JaatayTujh Se Gar Badgumaan Ho JaatayZabt-e-Gham Ne Bachaa Lia WarnaHum Koi Daastaan Ho JaatayTU Ne Dekha Nahee Palat Ke HamainWarna Hum Meherbaan Ho JaatayTere Qissay Mein Hum Bhala Khud Se
Kis Lye Badgumaan Ho JaatayTere Dil Ki Zameen Hee Na MiliWarna Hum Aasmaan Ho Jaata...
Jazba-o-Shoq Ki Rawaani Mein
by Sarmad Hasan
Jazba-o-Shoq Ki Rawaani MeinGalti Ho Gayi Jawaani MeinZindagaani Tou Jaisay Doob GayiHijr Aur Gham Ki Be-Karaani MeinJaanay Kia Keh Gaya Hai Ashkon KoAag Si Lag Gayi Hai Paani Mein
Ik Din Dil Hawaas Kho BaithaIk Choti Si Naagihaani MeinTajziya Hee Nahe Kiya Os KaUmer Beeti Hai Khush-Gumaani MeinOski Aadat Se Mujhko Lagta HaiKoi Lazzat Hai Bad-Gumaani MeinIk Kashish Si Ajeeb Hoti HaiIshq Ki Saltanat Ki Raani MeinWo Mujhe Dekh Kar Bohat Khush HaiDukh Ke Sooraj Ki Saayebaani MeinIk Mohabbat Hai Aur Judai HaiUmer Ki Mukhtasir...
Aansu`oon ki Tarah Nazron say Giraya Us Ne
by Sarmad Hasan
----------------------Ahmed Faraz----------------------Aansu`oon ki Tarah Nazron say Giraya Us NeApni khabar Na Mili Kuch Aise khak Mein Milaya Us Ne,Elzaam Mujh Pe Lagaaya Magar Bewafa khud ThaPehle Dewana Banaya Phir Mujhey Thukraya Us Ne,Usko Mazaa Aata Hai Mujhko Sataane MeinMujhe Geeli Lakri ki Tarah Jalaya Us Ne,
Aaya Na Tha Us ko Wadaa Wafaa KarnaaLogon ko Jhota Apni Wafa ka Qisa Sunaya Us Ne,Tanhayon K Dard Se khoob Waqif Tha Woh "FARAZ"Pher Bhi Dunya Mein Mujhe TANHA Baanaya Us Ne...
Milkar Juda Huey Tou Na Soya Karenge Hum
by Sarmad Hasan
Milkar Juda Huey Tou Na Soya Karenge HumEk Doosre Ki Yaad MeiN Roya Karenge HumaaNsoo Chalak Chalak Ke Sataayenge Raath BharMoti Palak Palak MeiN Piroyaa Karenge HumJab DooriyoN Ki Yaad DiloN Ko JalaayegiJismoN Ko Chaandni MeiN Bhigoya Karenge Hum
Ban Kar Ik Bazm Ka Mauzu-e-GuftuguJismon Ko Chaandni Mein Bhigoya Karain Ge HumMajbooriyon Ke Zeher Se Karlain Ge KhudkushiYe Buzdili Ka Jurm Bhee Goya Karain Ge HumDil Jal Raha Hai Zard Shajar Dekh Dekh KarAb Chaahaton Ke Beej Na Boya Karain Ge HumGar De Gaya Daga HameN Toofan...
Khayaal-o-Khwaab Ke Manzar Sajaana Chahta Hai
by Sarmad Hasan
Khayaal-o-Khwaab Ke Manzar Sajaana Chahta HaiYe Dil Jeenay Ka Ik Taaza Bahana Chahta HaiRoshnion Ke Saaray Manzar Jhootay Lagtay HainLaikin Oski aankh Ke aansuu Sachay Lagtay HainIk Chaadar Sakhan Hee Bacha Kar Nikal ChalainRasta Milay Tou Sheher Se Baahir Nikal Chalain
Marqad-e-Ishq Pe ab aur Na Roya JaayeRaat Ka Pichla Peher Hai Chalo Soya Jaay...
Itni Saadgii Se Barbaad Koi Ghair Nahi Kartaa...!
by Sarmad Hasan
Tere Haalaat Se Toh Lagtaa Hai Tera Apna Tha Koi..Itni Saadgii Se Barbaad Koi Ghair Nahi Kartaa......
Aankhon ka rang, baat ka lehja badal gaya
by Sarmad Hasan
Aankhon ka rang, baat ka lehja badal gayawoh shakhs aik shaam main kitna badal gayaKuch din to mera aks raha aaine pe naqshphir youn huwa ke khud mera chehra badal gayajab apnay apnay haal pay hum tum na reh sakayto kiya huwa jo hum say zamana badal gayaqadmon talay jo rait bichhi thi woh chal pari
us nay chhuraya haath to sehra badal gayakoi bhi cheez apni jageh par nahin rahijaatay hi aik shakhs kay, kiya kiya badal gayaik sarkhushi ki moj nay kaisa kiya kamalwo bay-niaaz saara ka saara badal gayauth kar chala gaya koi...
Saturday, 25 August 2012
Ek Kasak
by Sarmad Hasan
Hal apna tmhe suna n ska
lafz hotho pe koi la n ska
wo nhi hu jo tm smjhti ho
ji to chaha bta du mgr bta n ska
drd apna chhupana chahta tha
tm se lekin kvi chhupa nhi ska
shayar hu ek ajnabi me v
sheyr likhta rha pr suna n ska
tm mere samne khadi thi
mai hi nzre jra utha n sk...
Ziiinda rahe tO biiicharne ka dar sa rahe ga.
by Unknown
chalO mOut se karte haiiin aaghaz e mOhabbat.!,Ziiinda rahe tO biiicharne ka dar sa rahe ga...
Friday, 24 August 2012
Jese Jese Waqat Guzarta Jata Hai
by Sarmad Hasan
Jese Jese Waqat Guzarta Jata Hai Zakham Tumhare Hijar Ka Bharta Jata Hai Kankar Pehnkne Walon Ko Kuch Ilm Nhi Pani Main Ik Aks Bikharta Jata Hai Dil Ki Gurbat Saray Ghar Main Phel Gai Tasveeron Se Rang Utarta Jata Hai
Bujhti Ankh K Sa'aye Phalty Jaty Hain Sham Ka Manzar Or Nikharta Jata Hai "Mohsin" Is Ne Dil Ka Shaher Ujar Diya Main Smjhta Tha Bakht Sawanarta Jata Hai......!!...
Suraag Bhi Na Milay Ajnabi Sadaa Ke Mujhe
by Sarmad Hasan
Suraag Bhi Na Milay Ajnabi Sadaa Ke Mujhe Ye Kon Chup Gaya Sehraon Mein Bula Ke Mujhe ? Mein Os Ki Baaton Mein Gham Apna Bhool Jata Magar Wo Shaks Ronay Laga Khud Hansa Hansa Ke Mujhe Ose Yaqeen Ke Mein Jaan De Na Paon Ga Mujhe Ye Khauf Ke Roye Ga Aazma Ke Mujhe Jo Apnay Loogon Mein Meri Hansi Uraata Raha
Qareeb Aaya Tou Roya Galay Laga Ke Mujhe Mein Apni Qabar Mein Mahu-e-Azaab Tha Laikin Zamaana Khush Howa Deewaaron Pe Saja Ke Mujh...
Yun Baitha Hun Dil Ke Daagh Se Khush
by Sarmad Hasan
Yun Baitha Hun Dil Ke Daagh Se Khush Jaisay Bacha Charaagh Se Khush Jab Taaron Ki Shamain Jhilmilain Saaqi Ne Kia Ayaagh Se Khush Gham Chorh Gaya Jisay Jagaa Kar Wo Dil Na Howa Faraagh Se Khush
Ab Naala-e-Dil Na Chairh Bulbul Ye Baagh Hai Shor-e-Zaagh Se Khush Ab Raas Hai Ka Kunj-e-Gham Hee “Nasir” Ab Dil Nahi Sair-e-Baagh Se Khus...
Ek Chehra Jo Mere Khwaab Sajaa Deta Hai
by Sarmad Hasan
Ek Chehra Jo Mere Khwaab Sajaa Deta Hai Mujh Ko Mere Hee Khayaalon Mein Sadaa Deta Hai Wo Mera Kon Hai Maloom Nahi Hai Laikin Jub Bhi Milta Hai Tou Pehluu Mein Jagaa Deta Hai Mein Jo Andar Se Kubhi Toot Ke Bikhruun Wo Mujh Ko Thaamnay Ke Lye Haath Barha Deta Hai
Mein Jo Tanha Kubhi Chupkay Se Bhi Rona Chaahun Tou Dil Ke Darwaazay Ki Zanjeer Hila Deta Hai Os Ki Qurbat Mein Hai Kia Baat Na Jaanay “Mohsin” Ek Lamhay Ke Lye Sadyon Ko Bhula Deta Ha...
Wohi Raaton Ki Bedaari Hai Ab Tak,
by Sarmad Hasan
Wohi Raaton Ki Bedaari Hai Ab Tak, Tamanna Ka Safar Jaari Hai Ab Tak, Khayal-e-Zabt Aur Tark-e-Talluq, Yehi Pathar Bohat Bhari Hai Ab Tak, Akeli Chandni Raaton Main Dil Ko, Sulag Uthney Ki Beemari Hai Ab Tak,
Abhi Pichley Dinon Jo Ham Pe Guzri, Usi Rut Ka Nasha Taari Hai Ab Tak, Main Hijrat Kar Tou Loon Chaman Se “Mohsin” Par Parindon Se Meri Yaari Hai Ab Tak.......!!...
** hota jo koi apna to ham bhi khushyaan manatey"
by Sarmad Hasan
** Guzar gayi ye Eid bhi gham-e- zindagi ki trha' "wasi" ** hota jo koi apna to ham bhi khushyaan manatey"...
Main logoon se mulaqaton kay lamhey yaad rakhta hun,
by Sarmad Hasan
Main logoon se mulaqaton kay lamhey yaad rakhta hun, Main batain bhol bhi jaon tou lehjay yaad rakhta hun... Sar-e-mehfil nigahein mujh pe jin logoon ki prti hain, Nigahon kay hwaley se wo chehry yaad rakhta hun... Zra sa hat kar chalta hun zamanayki riwayat se,
kay jin pe bojh main dalon wo kandhay yaad rakhta hun...!!...
Ek Bar Suno Kuch Aisa Hua
by Sarmad Hasan
Ek Bar Suno Kuch Aisa Hua Wo Mujko Mila Me Usko Mila Izhar Hua Iqrar Hua Wo Dost Bna Me Yar hua
Use Ishq Bohat Muje Pyar Bohat Hm 2no me takrar bohat Phr Kch Yun Hua. Wo Chorh Gaya Main Toot Gya Phr Kch Yun Mile Wo Tanha Tha Me Akela Tha Bs Hum Do The Or Koi Na Tha Wo Rone Laga Me Bebas Raha Na Pyar Na Hi Izhar Raha Bs Farq Sirf Itna Sa Raha WO MITTI K UPAR ROTA RAHA MAIN MITTI K ANDAR SOTA RAHA Ek bar suno kuch aisa hua...
Tm Ko Malom B Shayd Ye Kabi Ho K Na Ho
by Sarmad Hasan
Tm Ko Malom B Shayd Ye Kabi Ho K Na Ho Meri Raten Teri Yadon Se Saji Rehti Hain Meri Sansen Teri Khusbu Me Basi Rehti Hain Meri Ankhon Me Tera Sapna Saja Rehta Hy Haan Mre Dil Me Tera Aks Basa Rehta Hy Is Trha Mre Dil K Boht Pas Ho Tum TmKo Malom B Shayd Ye Kbi Ho K Na Ho
Mre Aangan Me Lage Phol Gwahi DenGy MeNe Arse Se Ksi Phol Ko Deka B Nhi TujKo Socha Hy To Phr TujKo Hi Socha Hy Faqat Tre Siwa Ksi Or Ko Socha B Nhi....
Wednesday, 22 August 2012
by Unknown
dil ka rog tha na yadein or na hi ye hijarwo bachpan ki eidain bhi kamaal ki thi!...
Monday, 13 August 2012
by Sarmad Hasan
Qayamat Toot Parrti Hai, zara Se Hoont Hilane Pe,Na jaane Kya Hashr hoga, Ke Jab woh Muskuraye Ga...!...
HalanKe Mohabt Kuch b nhi!
by Sarmad Hasan
Alfaz k Jhote Bandhn me,Akash k Gehre Prdon me,Hr Shakhs Mohabt krta ha,HalanKe Mohabt Kuch b nhi!Sb Jhote Rishte Natay hen,
Sb Dil Rakhny ki Baten hen,Kb Kon Kisi ka Hota ha!Sb Asli Roop Chupaty hen,Ehsas se Khali log Yahan,Lafzon k Teer Chalaty hen!Ik Bar Nazar me aa k wo,Phr Sari Umr Rulaty hen!Ye ishq o Mohabt, Mehr o WafaYe Sb Kehne ki Batain hen!hr Shakhs Khudi ki Masti me,bs Apni Khatir Jeeta h...
Friday, 10 August 2012
Dukh Kam Nahi Hotay , Roshni Bujhaanay Say . . !
by Sarmad Hasan
Kyun Udaas Baithay Ho , Is Tarhan Andhairy Main . . Dukh Kam Nahi Hotay , Roshni Bujhaanay Say . ....
Mohabbat Jan Lewa Hai...!!!
by Sarmad Hasan
Mohabbat Jan Lewa Hai...!!!"hum Mohabbat karney waley bhi kitney masoom hotey hian..4 din apney mehbob ko apni nazron se ojhal rakh ker aur us sey koi baat ya rabta na karkey yeh samjhney lagtey hian k hum usey bhulaney main kamyab hojaye
gai...jabkey haqiqat tu yeh hai ke sadioun ojhal rehney k bad bhi mehbob ki pehli jhalak hamain thek usi muqam per dhakeel deti hia jahan se hum ne tark-e-mulaqat ki ibteada ki hoti hia...sach hia ke Mohabbat se koi farar mumkin he nahi...shayad Mohabbat bhi mout ka dosra naam hai...Mohabbat...
Shidat-e-Mausam To Jaan Liye Jaa Raha Hai . . !
by Sarmad Hasan
Deedar-e-Yaar Ka Koi Bahana Dhoondho . . . Shidat-e-Mausam To Jaan Liye Jaa Raha Hai . ....
Aalam-e-Hijr Mein Soya Hun, Na Sona Chaahun
by Sarmad Hasan
Aalam-e-Hijr Mein Soya Hun, Na Sona ChaahunMein Teri Zaat Se Mayoos Na Hona ChaahunGul Tere Dil Mein Khilain Aur Mehek Jaon MeinIsi Rishtay Mein Har Insaan Ko Pirona ChaahunKiun Ganwaara Ho Tere Dard Mein Bhee Shirkat-e-GairTU Jo Yaad Aaye Tou Tanhaayi Mein Rona ChaahunJustuju Ke Lye Rehta Hai Bahaana Darkaar
Kho Ke Paaya Jisay, Paakar Ose Khona ChaahunChaah Raha Hai Mere Andar Gham-e-Anjaam Ka AbarKhush Bhee Hota Hun Tou Aankhon Ko Bhigona ChaahunMein Hun Ik Tarfa Bhikaari, Koi Meri Bhee SunoRaat Ke Farsh Pe Kirnon Ka Bichona...
Kal Tujey Dekh kay Yaad Aya Hay..!!
by Sarmad Hasan
Jab Teri Dhunn Mein Jiya Kartey Thay..!!Hum Bhi Chup Chaap Phira Kartey Thay..!!Aankh Mein Piyaas Howa Karti Thi..!!Dil Mein Tofaan Utha Kartey Thay...!!Logg Aatey Thay Ghazal Sunney Ko..!!Hum Terii Baat Kiya Kartey Thay ..!!
Sach Samajhtey Thay Teray Wadoon Ko..!!Raat Din Ghar Mein Raha Kartey Thay...!!Kisi Veeranay Mein Tujsey Milkar..!!Dil Mein Kiaa Phool Khila Kartey Thay..!!Ghar Ki Dewaar Sajanay Kay Leye..!!Hum Teraa Naam Likha Kartey Thay..!!Woh Bhi Kia Din Thay Bhulaa Kar Tujhko..!!Hum Tujhey Yaad Kiya Kartey Thay..!!Jab...
Sunday, 5 August 2012
Humarii Mohabbat Ki Qaid Main Zamanat Nahi hoti
by Sarmad Hasan
Soch Kar Rakhnaa Humari Saltanat Main Qadamm
Humarii Mohabbat Ki Qaid Main Zamanat Nahi hot...
Ik aag ka darya hai
by Sarmad Hasan
Zakhm pe zakhm kha ke jiApne lahoo ke ghont piAah na kar labon ko siIshq hai dillagi nahin
Dil laga kar pata chaley ga tumheinAashiqui dillagi nahin hotiKuch khel nahin hai ishq ki laagPaani na samajh ye aag hai aagKhoon rulaye gi ye lagi dil kiKhel samjho na dillagi dil kiYeh ishq nahin aasaanBas itna samajh leejayIk aag ka darya haiAur doob ke jaana ha...
Main Dunya Bhool jata Hoon ..!!!
by Sarmad Hasan
Nazar jab Tum se Milti hai,Main khud ko Bhool jatahoon.!Bas ek dharkan dharakti hai,Main khud ko Bhool jatahoon.!Tumhain Milne se pehle Main
bohat banta sanwarta hoon,,Mager jab Tum sanwarti ho,Main khud ko Bhool jatahoon.!Main akser sochta rehtahoon,kia hai ye sab .. ??,Too batain Mujhe se kerti hai,Main sab kuch Bhool jatahoon.!Main apni Zaat Main khud-dar hoon'khoya sa rehtahoon,,Mager jab Teri chori khanaktihai,Main khud ko Bhool jatahoon.!Too gum hoti hai socho mein'Main takta hi rehta hoon,,Jo Too pehlo badalti hai,main...
chaha aik Pyaar ko, pr woh b faraib tha'...!!!!
by Sarmad Hasan
'Dard ki seyahi se likha ye mera naseeb tha, Bik gayi meri Mohabbat kyun k Mein ghareeb tha, Pal bhar ko to hum b na sanbhal paaye thy,
Guzra hai jo hum pr wo hadsa b ajeeb tha,Tamam umar Zindagi samajh kar jis se chaha,Akhri safar mein na wo Dil k qareeb tha,Khushiyan bantita raha Mein sb se zindagi ki,Ab gham k andheron mein na koi shareek tha,Dil, Duniya, Devta sb patthar k hai,chaha aik Pyaar ko, pr woh b faraib tha'...!!!...
Agar kisi ko meri maut se khushi mil jaye to kya baat hai....
by Sarmad Hasan
Kitabo ke panne palat ke sochta hoonyu palat jaye meri zindagi to kya baat hai, Khwabo me jo milta hai roz wo hakeekat me aaye to kya baat hai,Kuch log hai jo matlab ke liye dhoondte hai mujhko,Bin matlab jo aaye to kya baat hai,Katal
kar ke to sab le jayenge dil mera,Koi baaton se le jaaye to kya baat hai,Jo shareefo ki sharafat me baat na ho,ek sharabi keh jaye to kya baat hai,Apne rehne tak to khushi dunga sab ko,Agar kisi ko meri maut se khushi mil jaye to kya baat hai......
Bas Dard Dete Raha Karo "Mohabbat" Bharti Jaye gi.!
by Sarmad Hasan
Hm Ney Kab Manga Hai Tm Say Apni Wafaon Ka Sila,Bas Dard Dete Raha Karo "Mohabbat" Bharti Jaye gi...
Ik yehi faisla nahi hota subah honey tak.!
by Sarmad Hasan
So jaaoun kay teri yaAd main kho jaOo ?,Ik yehi faisla nahi hota subah honey tak...
Dunya Waly diwano ko or boht kuch kehty hn.!
by Sarmad Hasan
Aik Hammay "Aawara" kehna koi Bda ILzaam Nahi,Dunya Waly diwano ko or boht kuch kehty hn....
Tujhe Taqdeer Badalni Hogi Mujhe pane k Liye
by Sarmad Hasan
Main Tere Naseeb Ki Barish Nahin Jo Tujh Pe Baras jaoonTujhe Taqdeer Badalni Hogi Mujhe pane k Liye ...
Friday, 3 August 2012
wo tabib nazar nahi aata...!!!
by Unknown
wo tabib nazar nahi aata...!!!
azeeyatnaak shamme hainjhoolaste din k saaye me..!!bohot khaufnaak aahen hainmuskurate dard k paaye me..!!qatal ker do qatal ker dohame aazaad ker do na..!!qeeston me dun ghootne seye marr jana hi behtarr hai..!!humara dil sehamta haihumara dumm atakta hai..!!humari jaan leti haibesukuni wo raaton ki..!!dilon me aag lagti haizehan nakaam rehta hai...!!muddaton se yahan ek jungg jaari haidarmiyan-e-zindagi me paane aur gawane ki..!!aqal me kuch nahi aatacharaag-e-ummeed bujhta chala jata..!!bade...
Per tum dhoond lo HUM jaisa itna aasan ye b nahi.....!!!
by Unknown
Koi mill jaye tum jaisa ye na mumkin hai,Per tum dhoond lo HUM jaisa itna aasan ye b nahi.....!!...
Wednesday, 1 August 2012
Agar parindon se wafa chaheay to aasmaan mein urna seekh
by Sarmad Hasan
Parinday hawaon se wafa kertay hain zameen se nahi "IQBAL"Agar parindon se wafa chaheay to aasmaan mein urna seekh! ...
Zara per nikal ain to apna hi Aashyana bhool jatay hain.
by Sarmad Hasan
Na rakh Umeed-E-Wafa kisi parindy se "WASI"
Zara per nikal ain to apna hi Aashyana bhool jatay hain...
Jo apne hotay hain woh khud hi loat aatay hain.
by Sarmad Hasan
Urtay hovay parindon ko koi qaid nahi ker sakta "FARAZ"Jo apne hotay hain woh khud hi loat aatay hain...