Monday 23 July 2012

mjhe acha lga mohsin usay pa kar ganwa dena

diya khud se bujha dena hawa ko or kia dena??
sitaray nochnay walo falak ko asra dena
kabhi is tor se hnsna k dunya ko rula dena
kabhi is rang se rona k khud pe muskura dena
mn teri dastras chahon mjhay aisi dua dena
mn tera barmala mujrim mjhe khul kar saza dena
mn tera munfarid sathi mjhe hat kar jaza denaa
mera sar sb se oncha hai mjhe maqtal naya dena
mjhe acha lga mohsin usay pa kar ganwa dena