Sunday 28 October 2012

Itna Khamoosh Rahun Ga K Cheekh Uttho Gy Tum......!!

Be-Karaari Meri Dekhi Hai To Ab Mera Zabt Bhi Dekhna......???

Itna Khamoosh Rahun Ga K Cheekh Uttho Gy Tum......!!
Read More...

Kis Tarah Log Lakeeron Se Nikal Jaty Hain

khali Hathon Ko Kabhi Ghor Se Dekha Hai
"SARMAD"
Kis Tarah Log Lakeeron Se Nikal Jaty Hain
Read More...

Masoom hai Woh, kaheen badnaam na ho jaaye

Naam tou likh doon Us ka har jaga magar yeh khayal aata hai
"SARMAD"
Masoom hai Woh, kaheen badnaam na ho jaaye
Read More...

Na Janay Kiyon Usay Muhabat ka hi khyal aya...

Barbad Kernay k oor bhi Rastay thay Faraz...
Na Janay Kiyon Usay Muhabat ka hi khyal aya...
Read More...

Thursday 25 October 2012

Terey pass to lafzon ki jageer hua karti thi.

Aaj kyun koi shikwa ya shakayat nahi mujh se"SARMAD",
Terey pass to lafzon ki jageer hua karti thi.
Read More...

Wednesday 24 October 2012

Dekh lete hain chalo hosla apne dil ka, Kuch roz tere bina guzara kar k.

Baton Baton main bicharny ka ishara kar k,
Khud b roya bahut wo hum se kinara kar k,
Dekh lete hain chalo hosla apne dil ka,
Kuch roz tere bina guzara kar k.
Read More...

Aisey sisaktay hain Mohabbat kay Mujrim aksar ..

Band pinjroon mai Parindoon ko dekha hai kabhi?
Aisey sisaktay hain Mohabbat kay Mujrim aksar ...
Read More...

"Raat gehri howi to jala diya, Subha howi to bujha diya..


Tum Ne b hamain bas ek diye ki tarha Samjha hai "SARMAD",

"Raat gehri howi to jala diya, Subha howi to bujha diya..

Read More...

Utarti Hain Jab DiL K Aangan Main yaaden Teri

Darr Lagta Hai Mujhay Raat K Uss Pehar Say

Utarti Hain Jab DiL K Aangan Main yaaden Teri
Read More...

Bas Muskurata Hai Aur Dil Khareed Leta Hai..

Wo Mohabbato'n ke Sauday Bhi Ajeeb Karta Hai ,

Bas Muskurata Hai Aur Dil Khareed Leta Hai...
Read More...

main kisi aur ko sochon bhi to sochon kaise

woh meri soch k parday mein chupa betha hai "SARMAD",

main kisi aur ko sochon bhi to sochon kaise 
Read More...

Yeh agar sach bhi hai, to mujhko Bataya Na Karo.....!!

Tum kisi aur ki kismat mein ho, Tum Mere Nahi

Yeh agar sach bhi hai, to mujhko Bataya Na Karo.....!!
Read More...

Tuesday 23 October 2012

Main jisko jitna Chahta hu mera Naseeb usko mjhse utna hi Durr lejata hai

B0hot purani Dushmani hai Naseeb ki meri Zaat se 
Main jisko jitna Chahta hu mera Naseeb usko mjhse utna hi Durr lejata hai
Read More...

Sunday 21 October 2012

Because caring is the outcome of a truthful heart..!

Don't judge anyone by the way they speak.
Judge them by the way they care.
Because caring is the outcome of a truthful heart..<3
Read More...

Mujhay Tum Tor Dena Par Taqseem Mat Karna…

Mohabbat Ki Kahani Main Koi Tarmeem Mat Karna,,,

Mujhay Tum Tor Dena Par Taqseem Mat Karna…
Read More...

Jab Masoomiyat Se Wo Kehti Hai.. Maine Kya Kiya Hai ?

Dam Tor Jaati Hai Har Shikayat Labon Pe Aaa Kar..

Jab Masoomiyat Se Wo Kehti Hai.. Maine Kya Kiya Hai ?
Read More...

Tumhari Baat Tum Jano , Tumharey Raaz Tum Jano . . !

Hamari Baat Itni Hai Ke Raaz-e-Zindagi Tum Ho . . 

Tumhari Baat Tum Jano , Tumharey Raaz Tum Jano . . !
Read More...

Saturday 20 October 2012

Har chiz mai Milawat hai Bewafai ki....

Nahi chahiye teri Dukan se kuch bhi 
Aye Ishq
Har chiz mai Milawat hai Bewafai ki....
Read More...

Sakoon Se, So Na Saka Bhaiyon Se Darta Raha...!!

Junoon Main, Shauq Ki Gehraiyon Se Darta Raha,
Main Apni ZaaT Ki Sachaiyon Se Darta Raha...

Mohabton Se Shanasa Huwa Main Jis Din Se,,
Phir Us K Baad Shanasaiyon Se Darta Raha..

Wo Chahta Tha K Tanha Miloon To Baat Kre,,
Main Kya Krun K Main Tanhaiyon Se Darta Raha..

Mein Regzaar Tha Mujh Main Basay Thay Sanaatay,,
Isi Liye To Main Shehnaiyon Se Darta Raha..

Main Apne Baap Ka Yousuf Tha is Liye Mohsin..!!
Sakoon Se, So Na Saka Bhaiyon Se Darta Raha...!!
Read More...

Mere ehbaab bhi kamaal ke hain..

Muntazir sabhi mere zawaal ke hain,
Mere ehbaab bhi kamaal ke hain..
Read More...

Ke Zamaana Meri Barbaadi Ka Tamaasha Dekhta Rah

Tanhayi Mein Ajeeb Zamanay Ki Wafaa Dekhta Raha
Umer Bhar Apna Ghar Tanha Dekhta Raha

Kaheen Na Kaheen Tou Badal Hee Jaatay Hain Silsilay
Magar Mein Jahan Gaya Sehra Dekhta Raha

Jaanay Kiun Katraatay Hain Loog Mujhe Milne Se
Kal Shab Dair Talak Aaina Dekhta Raha

Paani Maangtay Maangtay Mere Hont Pathar Ho Gaye
Wo Shakhs Mashkeezah Lye Khada Dekhta Raha

Be-Gunaah Tha Phir Bhi Sir Jhukaaye Howay
Sitamgar Ki Sitam Ki Intehaa Dekhta Raha

Umer Bhar Mohabbat Ka Kuch Yun Sila Raha
Mein Ose Aur Wo Duniya Dekhta Raha

Kahuunga Khuda Se Yom-e-Hisaab Ko “Mohsin”
Ke Zamaana Meri Barbaadi Ka Tamaasha Dekhta Rah
Read More...

Magar barbaad tum kamaal karte ho...

Suna hai mohabat ka shoq nahin tumhe,
Magar barbaad tum kamaal karte ho...
Read More...

Tuesday 9 October 2012

dekh! mai badi takleef me hu'n........

mere labo'n se nadarad hai...meri hansi,
mai apni kismat ke hatho'n tafteesh me hu,
mere gham ka tamasha na bana,
dekh! mai badi takleef me hu'n........
Read More...

tu meri bajuo'n me pighle..................

tu meri bajuo'n me pighle aahista-aahista,
shama raat bhar jale aahista-aahista,
aaj kaash yeh raat chale aahista-aahista,
chaand se kahdo ki chale aahista-aahista,
badhne do abhi bechainiya'n rooh ki,
hoth se hoth mile par aahista-aahista,

tu mujhe aur mai tujhe dekhta rahu,
yeh silsila raat bhar chale aahista-aahista,
aaj aankh na moond ki neend aa jaaye,
palko'n pe armaan jage aahista-aahista,
mujhe chhu na meri rooh ko choom le,
zism larze-machle aahista-aahista,
isi lamhe me aa jeele'n sari zindgani,
dhadkan madhosh chale aahista-aahista,
tu meri bajuo'n me pighle..................
Read More...

Itne ehbaab kahan hum se sambhaley jate..

Khud hi chorr gaye hain to chalo acha hua,
Itne ehbaab kahan hum se sambhaley jate..
Read More...

Sakoon Se, So Na Saka Bhaiyon Se Darta Raha...!!

Junoon Main, Shauq Ki Gehraiyon Se Darta Raha,
Main Apni ZaaT Ki Sachaiyon Se Darta Raha...

Mohabton Se Shanasa Huwa Main Jis Din Se,,
Phir Us K Baad Shanasaiyon Se Darta Raha..

Wo Chahta Tha K Tanha Miloon To Baat Kre,,
Main Kya Krun K Main Tanhaiyon Se Darta Raha..

Mein Regzaar Tha Mujh Main Basay Thay Sanaatay,,
Isi Liye To Main Shehnaiyon Se Darta Raha..

Main Apne Baap Ka Yousuf Tha is Liye Mohsin..!!
Sakoon Se, So Na Saka Bhaiyon Se Darta Raha...!!
Read More...

Tab Ham Bhi “Faraz” Kya Nahi Thay

Itne Bhi Tou Wo Khafaa Nahi Thay
Jaisay Kubhi Aashna Nahi Thay

Maana Ke Behem Kahan Thay Aisay
Per Yun Bhi Judaa Judaa Nahi Thay

Thi Jitni Bisaat, Ki Parastish
Tum Bhi Tou Koi Khudaa Nahi Thay

Had Hoti Hai Tanz Ki Bhi Aakhir
Ham Tere Nahi Thay, Jaa Nahi Thay

Kis Kis Se Nibhaatay Rafaaqat
Hum Loog Ke Bewafa Nahi Thay

Rukhsat Howa Wo Tou Mein Ne Dekha
Phool Itnay Bhi Khushnuma Nahi Thay

Thay Yun Tou Hum Oski Anjuman Mein
Koi Hamain Dekhta, Nahi Thay

Jab Osko Tha Maan Khud Pe Kia Kia
Tab Ham Bhi “Faraz” Kya Nahi Thay
Read More...

Saturday 6 October 2012

Lagta Hai Mohabaat Me Kuch Kami Karni Paregi..!

Bhut Magroor Hote Ja Rahe Ho Tum

Lagta Hai Mohabaat Me Kuch Kami Karni Paregi..!
Read More...

Jo samney aya, usi ka ho gaya.....



Read More...

Monday 1 October 2012

Ibtida yeh k tum ko chaha Intaha yeh k khud ko kho bhaitay

Do Hi Lafzzo Ka Tha wo afsana Jo suna kar khamosh Ho Bethy

Ibtida yeh k tum ko chaha Intaha yeh k khud ko kho bhaitay
Read More...

Hum Ne Aansoo Ko Kya Piya Ke Mousam He Ro Para

Is Bar To Barishain Rukti He Nahi Hein
Hum Ne Aansoo Ko Kya Piya Ke Mousam He Ro Para...;(
Read More...

Main Bhi Shareek Hoon Tere Haal-E-Tabahi Mein....!!!

Bikhri Hui Woh Zulf Isharon Mein Keh Gayi.....
Main Bhi Shareek Hoon Tere Haal-E-Tabahi Mein....!!!!
Read More...

Wo To Kehta Tha Badaltay Log Usey Ache Nahi Lagte .

Badal Gaya Kyun Mizaaj Uska Kuch Hi Mudaat me

Wo To Kehta Tha Badaltay Log Usey Ache Nahi Lagte .
Read More...

Muhaßßat Dua Ha, Saza Ha, Jaza Hai, Ya Gunah Hai

░▒. Raat Ki Tanhai Mein Aksar, Yeh Sochta Rehta Hun ░▒

░▒ Muhaßßat Dua Ha, Saza Ha, Jaza Hai, Ya Gunah Hai ░▒
Read More...

Anaa Ki Baat Thi Warna Palat Gaye Hotay . . !

Sadaa Hamaray Taa'Qub Main Ik Aai Thi . . 

Anaa Ki Baat Thi Warna Palat Gaye Hotay . . !
Read More...

Dil Ki Galiyaan Bari Sunsaan Hain, Aaye Koi...

Aks-E-Khushboo Hun, Bikharne Se Na Rokey Koi
Aur Bikhar Jaaon To Mujh Ko Na Samaitey Koi
Kaanp Uthti Hun Mai Yeh Soch Ke Tanhaai Mai
Mere Chehre Pe Tera Naam Na Parh Le Koi
Jis Tarah Khuwab Mere Ho Gaye Reza Reza
Iss Tarah Se Na Kabhi Toot Ke Bokhrey Koi
Mai To Us Din Se Harasaan Hun Ke Jab Hukm Miley
Khushk Phoolon Ko Kitaabon Mai Na Rakhey Koi
Ab To Iss Raah Se Wo Shakhs Guzarta Bhi Nahi
Ab Kis Umeed Pe Darwaaze Se Jhankey Koi
Koi Aahat, Koi Aawaz, Koi Chaap Nahi
Dil Ki Galiyaan Bari Sunsaan Hain, Aaye Koi
Read More...